Discussions from Maharana Pratap Jayanti, Maharana Pratap Jayanti 2013, Maharana Pratap Jayanti date, पराक्रमी महाराणा प्रताप, महाराणा प्रताप जयंती, Maharana Pratap :The real hero
Ran beech Chaukadi Bhar Bhar kar
Chetak ban gaya nirala tha
rana Pratap ke ghode se
Pad gya Hawa ka pala tha".
"Girta na Kabhi Chetak tan Par
Rana Pratap Ka Koda tha
Wah Daud rha ari mAstak par
Ya aasmaan ka ghoda tha".
"Jo tanik hawa se Baag Hili
Lekar Sawar Ud jata tha
Rana ki putli Firi nahi
Tab tak Chetak Mud jata tha".
"Chadh Chetak Par talwar Utha
Rakhta tha Bhutal Paani ko
Rana Pratap Sir kat- kat
Karta Tha Safal jawani ko ".
